Lo fir aa gaya vo din, Kehte hain jise janamdin! Umar me ek aur saal jud gaya, Jindagy se ek aur saal kam ho gaya!! Har naya saal kuch naya lata hai, Beeta saal kuch yaaden chhor jata hai! Yaaden!! Kuch khatti kuch meethi, Baten kuch kadvi kuch namkeen! Han vo sab yaaden!! Jo jindagyContinue reading “ Janamdin/Birthday“
Category Archives: My poems
TOOTA PATTA / Broken leaf
Kal tak tha ik shakh pe, Aj jameen pe gira hun, Uper dekhta hun hasrat bhari nigahon se, Mere sathi mera pariwar to vahin hai, Kyun mujhe hawa ka ek jhonka, Itna kamjor kar gaya, Kahan se itny himmat de gaya, Jameen per pada hun akela Uper dekhta hua, Peela padta hua, Akhir sookh hiContinue reading “TOOTA PATTA / Broken leaf“
APNE
हैं जिनके पास अपने..वो अपनों से झगड़ते है..!! नहीं जिनका कोई अपना..वो अपनों को तरसते है..!! 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹 Those who have their own people.. they fight with their own people..!! Those who do not have anyone close to them.. they crave for their own people..!!
Nabalig yaaden
Minor memories Na jaane kahan chale gae vo din, Na jane kahan gum ho gai vo raten, Vo bachpan ka sawan,, vo masoom baten, Vo bebat pe unka ladna jhagdna. Vo girna sambhalna vo fir ruth jana, Vo daud ke aana aur mere anchal me muh chhupana. Vo massom kilkariyon seContinue reading “ Nabalig yaaden“
Ajnabi
Hum aise the hum yun hi rehange, Hum aise the hum yun hi rehange, waqt ke dayron me yun hi pighalte rahenge. kabhi waqt ke pannon ko palat ke jab aap sochenge, mery har kavita me apna hi aks dekhenge. mile the jise aap ban ke kabhi ajnabi, use sabse kareebi paenge. hum to harContinue reading “Ajnabi“
Bin dhage ki sui
Bin dhage ki sui ban gai hai ye jindagy, Silty kuch nahi …bas chubhty ja rahi hai . This life has become like a needle without a thread, Nothing is sewed… just stinging and going on.I
Aye Jindagy Bata
Aye zindagi bta tu meri kya lagti hai, Kabhi raazi to kbhi khafa lagti hai. Itna dard diya hai tune mere seene mein, Saans bhi leti hun to zakhmon ko hawa lagti hai. Oh life tell me what do you think of me, Sometimes It feels agree and sometimes It feels angry. You have givenContinue reading “Aye Jindagy Bata”
Akhiri panne
Aj man kuch udas hai,shayad kuch kehne ki chah hai, lagta hai jindagy ke akhiri pannon per kuch khas likhun, kuch kahi kuch ankahi kahaniyan reh gai… kuch baten thi jo juban per ane se reh gai… ek vo din the jab kuch lamhe apne lie talasha kie, ek ye din hai ki tanhaiyan kateContinue reading “Akhiri panne”
Yun chup se na raha karo
suno… yun chup se na raha karo, yun khamosh se jo ho jate ho, to dil ko veham ho jata hai, kahin khafa to nahin ho? kahin udas to nahin ho? tum bolte achhe lagte ho, tum ladte achhe lagte ho, kabhi shararat se, kabhi gusse se, tum hanste achhe lagte ho, suno, yun chupContinue reading “Yun chup se na raha karo”
Dil Ka Rishta
Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar, Dil Se Dil Ka nata Apni Jagah. Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen, Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah. All relationships are broken, But ,I don’t know Heart to heart relation is at its place My heart knows I can’t meet you, But my prayerContinue reading “Dil Ka Rishta”
Don’t ever link your happiness with how efficiently you are able to please others; in that case you’ll never be happy!
Tere khat
Zinko duniya ki nigaho se chhupaye rakha, zinko ik umr kaleze se lagaye rakha, Deen zinko zinhe imaan banaye rakha, Tune duniya ki nigahon se jo bach ker likhe, Saal ha saal mere naam barabar likhe, kabhi din me to kabhi raat ko uth ker likhe, Teri khushboo me base khat me zalata kaise, PyarContinue reading “Tere khat”
Many people will walk in and out of your life, but only true friends will leave footprints in your heart and memories you will never forget.
Anita Vij